jokes Damad babu jokes

Ek baar ek kamchor damad apni sasural gya. Waha do hafte tak data raha. Akhir me uski saas ne tang aakar kaha
 
Saas:- o damad ji, ab to apne ghar jawo.

Damad:- Kyo jaon?

Sas:- do saftah ho gye ab to nikal lo.
Damad:- tumhari beti bhi to mere ghar saal me das mahine rahati hai tab kuchh bhi nahi?

Saas:- wo to waha byahi gai hai.

Damad:- to mai kaun sa yaha funka gya hu? Mai bhi to yaha byaha gaya hu.

Comments

Popular posts from this blog

"MISSILE MAN" ko bachho ka khat

BLOGGER HELP IN HINDI

BLOG KAISE BANAYE IN HINDI