Bikhre ashkon ke moti hum piro naa sake, Teri yaad mein saari raat so naa sake, Beh naa jaaye aansuon mein tasveer teri, Ye soch kar hum ro naa sake ……. By unknown
Do ashq meri yaad mein bahaa jaate to kya jaata…., Chand kaliyaan laash par bichhaa jaate to kya jaata…, Aaye ho mayyat par sanam odh kar naqaab tum…, Agar ye chaand ka tukda dikhaa jaate to kya jaata..? By unknown
Koi hume pyar kare aisa koi pyar nahi milta; Zindagi bhar saat nibhaye aisa koi yaar nahi milta; Dil mein hai umang kisi se pyar karneki, Magar koi hume jii bharke pyar kare aisa koi dildar nahi milta!! By unknown
Utray jo zindagi teri gehraiyon mai hum.. Mehfil mai reh kay bhi rahay tanhayon mai hum.. Deewanagi nahin to or kya kahain?.. Insaan dhound tay rahay parchaiyon mai hum… By unknown
Saath agar doge muskrayenge zarur, Pyar agar dil se karoge to nibhayenge zarur, Raah me kitne kante q na ho , Awaz agar dil se doge to aayenge zarur… by unknown
Nazare Mile To Pyar Ho Jata Hai, Palke Uthe To Izhaar Ho Jata Hai, Na Jane Kya Kasish Hai Chahat Main, Ke Koi Anjaan Bhi Hamari Zindagi Ka Haqdaar Ho Jata Hai. by unknown
Ishq ne hame benaam kar diya, har khushi se hame anjaan kar diya, hamne to kabhi nahi chaha ke hame bhi mohabbat ho, Lekin aap ki ek nazar ne hame nilaam kar diya… by unknown
Tere Chehre pe Mera Noor Hoga Fir Tu Na Kabhi Mujhse Dur Hoga Soch Kya Khusi Milegi Jaan Us Pal Jis Pal Teri Maang Me Mere naam ka Sindoor Hoga by unknown
Pyar aur Maut se Darta Kaun Hai… Pyar to ho jata he Ise Krta Kaun Hai…..!! Hum to Kar de Pyar me Jaan Bhi Qurban… Par Pata to Chale hmse Pyar Karta kaun hai…….!! by unknown
Aap khud nhi janti aap kitni pyari ho Jaan to hamari par jaan se pyaari ho Duriyon k hone se koi fark nhi padta Aap kl bhi hamari thi aaj bhi hamari ho…!! by unknown
किस से सीखू मैं खुदा की बंदगी, सब लोग खुदा कi बंटवार किए बैठे है, जो लोग कहते है खुदा कण कण में है, वही मंदिर, मस्जिद, गुरूद्वार लिए बैठे हैं by unknown
Pyar Zindgi Ko Sajane Ke Liye Hai, Zindgi Dard Badhane Ke Liye Hai, Kash Koi To Padh Pata Meri Udasi Ko, Ye Hansta Hua Chehra To Sirf Dikhane Ke Liye Hai. By:- unknown
दुनिया में हूँ दुनिया का तलबगार नहीं हूँ बाज़ार से गुज़रा हूँ, ख़रीददार नहीं हूँ ज़िन्दा हूँ मगर ज़ीस्त की लज़्ज़त नहीं बाक़ी हर चंद कि हूँ होश में, होशियार नहीं हूँ By: अकबर इलाहाबादी