Posts

"MISSILE MAN" ko bachho ka khat

Image
Duniya k best scientists k list me apni jagah banane wale hamare "missile man" ko bahut sare bachho ka khat aata tha aur hamare "real hero" Dr A P J Abdul kalam har bachche k khat ko jabab dene ki har sambhav kosis karte the. Kuchh sawal aur hamare real hero ka jawab

BLOGGER HELP IN HINDI

Darwin sahab ne ek bahut hi interested theory diya tha "survival of fittest" , isme bataya gya hai ki is universe me vahi jiv apna aastitva banaye rakh sakta hai jo baki dusro se fit ho          blog bhi isi tarah ek universe ki tarah hai jaha hum bloggers apne apne aastitva ki ladai lad rahe hai. Jo blogger is ladai me khud ko fit rakhane me safal hote hai wo hi yaha par survive kar pate hai. Iska example

BLOG KAISE BANAYE IN HINDI

Mai is post me aapko step by step guide karunga ek blog ko create karne me.Mere andaje se aapka sabse pahla question hoga ki hum blogging Kyo kare? Ya hum blogging me aapna kimti wakat waste Kyo kare?  Mai aapse ye nahi kah raha Hu ki aapke liye blogging karna must hai ye aap pe depend karta hai ki aap blogging karenge ya nahi. Lekin yadi aapke pass koi message hai jo aap jyada se jyada logo tak pahuchana chahte hai ya aapke pass koi idea hai jise aap sabse share karna chahte hai ya phir aap kisi aise platform ki talas me hai jaha aap as a author kuchh publish kar sake to aap sahi place pe hai. Ji ha aap ek blog k through apni awaz ko duniya k kone kone tak pahucha sakte hai. To chaliye ab hum apna blog banate hai

SEARCH ENGINE OPTIMISATION TIPS (SEO) 1

SEO kya hai SEO ka pura nam search engine optimisation hai. Yah ek disha nirdesh hai aapka google.com, yahoo.com ya bing.com jaise search engine k liye. SEO k dwara aap search engine ko yah batate hai ki user k search result par ve aapke site ko kaise represent kare.

THE TIGER OF ISLAM- SALAUDDIN YUSUF IBN AYYUB

Image
"The tiger of islam" k se masahoor Salauddin ibn ayyub (1138-1193) ka janm tikrit (in modern day iraq) k kurdish khandan me hua tha.

Sayari manjeel

Agar ho justaju sadik to nakami nahi milti Jo ho manjeel ka matwaala wo manjeel pa hi leta hai sayari by unknown

Google account kaise banaye?

Step 1 click here   and fill the form