Posts

Showing posts from October, 2015

BLOGGER HELP IN HINDI

Darwin sahab ne ek bahut hi interested theory diya tha "survival of fittest" , isme bataya gya hai ki is universe me vahi jiv apna aastitva banaye rakh sakta hai jo baki dusro se fit ho          blog bhi isi tarah ek universe ki tarah hai jaha hum bloggers apne apne aastitva ki ladai lad rahe hai. Jo blogger is ladai me khud ko fit rakhane me safal hote hai wo hi yaha par survive kar pate hai. Iska example

BLOG KAISE BANAYE IN HINDI

Mai is post me aapko step by step guide karunga ek blog ko create karne me.Mere andaje se aapka sabse pahla question hoga ki hum blogging Kyo kare? Ya hum blogging me aapna kimti wakat waste Kyo kare?  Mai aapse ye nahi kah raha Hu ki aapke liye blogging karna must hai ye aap pe depend karta hai ki aap blogging karenge ya nahi. Lekin yadi aapke pass koi message hai jo aap jyada se jyada logo tak pahuchana chahte hai ya aapke pass koi idea hai jise aap sabse share karna chahte hai ya phir aap kisi aise platform ki talas me hai jaha aap as a author kuchh publish kar sake to aap sahi place pe hai. Ji ha aap ek blog k through apni awaz ko duniya k kone kone tak pahucha sakte hai. To chaliye ab hum apna blog banate hai

SEARCH ENGINE OPTIMISATION TIPS (SEO) 1

SEO kya hai SEO ka pura nam search engine optimisation hai. Yah ek disha nirdesh hai aapka google.com, yahoo.com ya bing.com jaise search engine k liye. SEO k dwara aap search engine ko yah batate hai ki user k search result par ve aapke site ko kaise represent kare.

THE TIGER OF ISLAM- SALAUDDIN YUSUF IBN AYYUB

Image
"The tiger of islam" k se masahoor Salauddin ibn ayyub (1138-1193) ka janm tikrit (in modern day iraq) k kurdish khandan me hua tha.

Sayari manjeel

Agar ho justaju sadik to nakami nahi milti Jo ho manjeel ka matwaala wo manjeel pa hi leta hai sayari by unknown

Google account kaise banaye?

Step 1 click here   and fill the form

sayari taas ka ghar sayari

Tufaan me tas ka ghar nahi banta, Rone se bigda mukaddar nahi banta, Dunia ko jitne ka hausala rakho, Ek har se koi phakeer aur ek jeet se koi sikandar nahi banta Sayari by     unknown

Sayari sajda sayari

Mere sajdo me kami to na thi mere maula, Kya mujh se bhi badh k kisi ne manga tha use Sayari by     unknown

sayari LAKHO KI HASI

Lakho ki hasi tumhare naam kar denge, Har khusi tum pe kurbaan kar denge, Jis din hogi kami mere pyar me bata dena, Us din jindagi ko akhari salam kar denge, 

chahat sayari

Chahat hai kisi ki chahat ko pane ki, Chahat hai chahat ko aajmane ki, Wo chahe hame ya na chahe, Chahat hai unke chahat me mit Jane ki By   unknown